Wednesday, 29 August 2012

sahra aur saraab

aaj tak sab ku samjhya tha saraab ka khawab nhin daikhta n kin logun na maire bat maan li........aur aaj khud aik saraab ka lia kbhi idhar ghumti hun kbhi udhar bhagte hun mager thora farq hai.aaj tak main n asahra ki tapti dhup main kisi sarab ka jan bujh ker khawab daikha aur yun us tappish sa aankhain chura lein mager is baar...........is baar is baar saraab sa ankhain churana ka lia kushish kerte hun....lagta hai hath badhaiounge tu sarab maira hathun main huga mager phir hath peicha khianch laite hun himmat nhin hath badhana ki........dar lagta hai keh kin yeh na hu hath badhoun aur kuch bhi na mila ya is lia nhin bedhati keh mjhay us saraab ki chah nhin..yeh kaise kashmakash hai...................shayad main na ghalat tareeq apnaya kbhi bhi mushkiloun ka bachna ki raah jhutta khawab ya asra nhinhuta laikin mjhay aadat hu gai hai jhutta khawaboun ki..........jhutti kahaniyoun ki n jhutta natoun ki.......................aadat nhin shayad ab yeh maire fitrat main hai:(