buht kushish ka baad bhi alfaaz huna ka bawajud kuch na bol pana fitri hai ya nhin pta nhin mager un tamam jazbaat , ehsasaat aur kuch talk haqeiqtun ku btana ka lia aik kawish...............
Friday, 10 February 2012
pta nhin kiyun
ab likhna ka dil kerta hai laikin junhi ikhna baith^te hun ukta jate hun pta nhin kiyun.aur pta nhin kiyun maire zindagi main pta nhin kiyun buht aata hai.main naraz rehti hun sab sa pta nhin kiyun.ulajh jate hun baat be baat pta nhin kiyun.her baat pe suchna lagte hun pta nhin kiyun aur mazaheka khaiz baat yeh hai keh drama daikhta hua afsurdah hu jate hun pta nhin kiyun.............kal iska jawab main na buht dhuda mager pta nhin kiyun buht sa jawab the hamaisha ki trah mager koi thus mudallal jawab nhin tha................mjhay her traf aik hi kahaani nazar aati hai achha logun ku phal milta hai mager itni dair sa....kiyun aimen ku phal uska budhapay main mila kia uska haq nhin tha shouhar ki muhabbat pe.kia uski ana nhin thi jiski taskeen hute jab faisal usa sara per fuqeit deta......kisztrah us ladki ki anna uski khud^dare uski izzat-e nafs ku tar tar kia gya..............woh zindah kaisa rhi.........beizzti ka ehsaas ka sath use ghar main uska dam kiyun na ghutta.pta nhin kiyun.her sawal ka jawab pta nhin kiyun, kiyun hai.................zindagi hi pta nhin kiyun hai..........shayad maira khawaboun ki tabeer hai is main.ya shayad aik am is zindagi hai.ya shayad kuch bhi nhin hai zindagi....mager koi aik jawab nhin hai........pta nhin kiyun
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment