nafrat kia hai............koi mjkhay aik bar samjha day keh nafrat kia
hai...............kis sa nafrat ki jate hai aur kiyun.main us sa balkeh
main kisi sa bhi nafrat kiyun nhin ker pati...........kia yeh taqat hai
ya kamzori ....akhir hai kia nafrat...........kbhi dil chahta hai khud
ku hi mar dun yeh jhamaila hi na rahain nafrat ka....mjhay nafrat kerni
thi mjhay us sa shadeed nafrat kerni thi.mager dil hia keh manta nhin
hazar heelay bahana dhund laita hai aur phir mian naram ped jate
hun.kbhi jab suchte hun tu woh hasti mjhay maseiha lagte hai aur jab
baith ker kuch mazeid lamhay yaad kerte hun tu us hasti sa khud sa mjhay
ghin aana lagte hai itni nafrat maira ander aa jate hai keh dil chahta
hai sare duniya khatam ker dun aaj bus aur phir kuch lamhay guzarna ka
baad maira dil main uska lia hamdarde aa jate hai.....kiyun main nafrat
nhin ker pati kisi sa kia shart hai nafrat ka lia .kia shart hai keh
main us sa hamaisha nafrat kerun
No comments:
Post a Comment