Khali kona………..kamyab zindagi , pur asaish rehen sehen in sab main khali
konoun ka tasawwur nhin rehta insaan qahqahun ka naqaab ka peichay kisi
gehre neind main apna ander mojud lava ku dhanp deta hai …jo kitna bhi
ubal la bahir usa qahqahun ka andaz main hi ana hai phir khali kona
khali nhin rehta khin khawahishaat, buht c armaanoun aur dil dehla daina
wali sachaiyoun ka maskan ban jata hai dil aisa kisi jahan kay apna
ander mojud huna ki nafi kerta rehta hai aur dimagh usa barha aik hi
hukm sadir klerta hai yeh koi nafsiati wajah hai jiska bais tjhay aisa
lagta hai is kona main khushiyaan hain jinhain tu na khud gham bana dia
hai aur dilper tu dimagh ka pehray itna sakht hutay hain uski apni awaz
nhin ati bus dimagh ka hukm per amal huta hai..un khali konoun main
kuchh hissa aansoun ka bhi huta hai jinku dimagh na behnay ki ijazat
nhin de hute, aik jagah who ehsasaat bhi deraa jamai baithhay hutay hain
jinhain zahir kerna dimagh ki fehem main bewaqufi hai ……us khali konay
main buht kuchh huta hai mager ab who khali nhin phir bhi her guzartay
din ka sath kaisa sachai us main samate jate hai aur jhutt per hum amal
kerta jatay hain .itna kuch huna ka bawajud bhi kia dil ki afaz khafif
hi rahaige aur who dimagh ki beiryan kbhi nhin tur paige…….

No comments:
Post a Comment