Thursday, 12 January 2012

muhabbat

kisi ka lia kuch likhna namumkin huta hai kiyun:o.shaair kaisa dewanoun ka deewan likh laita mehboob ka lia maira lia tu aik satr likhna muhaal hai likhna chahte thi kia hai maire zndagi tere baghair..kia hai dil ka faislah mager hath nhin chalta dimagh buht suchta hai dil bhi ghanttun bolta hai mager lab sakit huta hain kiyun.us sa baat kerna ka lia ghanttun intezaar ka baad muskurana ka ilawah koi lafz nhin huta huntoun pe kiyun.muhabbat itna aajiz itna babus kiyun ker dete hai.main na kehna tha hathun main churiyan tmhra lia hain maira syeh banana sanwarna tmhra lia hai mager lambi tamheid ka baad bus aisa hi kiyn.kiya yehi muhabbat hai

No comments:

Post a Comment