Wednesday, 11 January 2012

snail

barish .barish main bheegna mjhay pasand tha mager kbhi bheege nhin kiyun.iska jawab phir kbhi likhunge.......
laikin aaj bhi mjhay dil zaroor kerta hai dil ka kia hai kbhi bhi khalal dal ker aapki hansti zindagi main dukhun ka pahad bana da.barish sa buht c yadain buht sa waqiat yaad aata hain mager bhulana pedta hain.main chutti hute thi tu barish ka baad nikalna wala hashraat ka sath kahailte thi........koi aur sath nhin huta tha khailna ka lia.mager main aik nadar bachi nhin thi jo hashraat ku hath main la laite main door sa unhain daikhte thi.dadu ka ghar ka kuch manazir abhi bhi maire yadassht main mehfooz hain main bawarchi khana ki pichli side pe mitti pe baithe hasheraat ku daikhte thi .akaila hute thi tu suvchte thi maire jo cxnx nhin khail rhein maira sath kbhi nko maire qadar aaige.aur bus un kerun per suchte thi.nhin jante thi kbhi inhein hashraat pe likh rhi hunghe.us sab main snail bhi huta tha....main usa daikhte thi aur us sa datrte thi kbhi hath nhin lagaya na chah ki lagana ki baki bachun ki trah mager aaj chah hai usa chuna ki..bara hu krer loh in keerun sa khailna bhool jata hain main aaj khalna chahte thi usa hath main utha ker daikhna chahte thi uski aankhain tatulna chahte thi....main na pedha tha uska shells huta hain khoul huta hain jin main woh rehta hai ..main usa bahir nikalna chahte thi .usa btana chahte thi main bhi hun tmhra sdath kiyun ander chup ker baitha hu uski ankun main daikh ker puchna chahte thi usa khoul sa ishq hai ya khul ki zarurat ..pta nin main bujhh paounge jab woh mjhh sa kuch chupana ki koshish keraiga ya nhin.ager bujhh pai tu main khud ku sabit ker dunge na bujhh pai tu khud ka khoul ku tur dunge mager main jante hun main bujhh lunge ...uski ankun main pedh lunge.usa apna sath bahir la aaounge.......ager aisa na hua tu usa tu khoul main zindagi miljaige mager main khoul ka baghir jeena ka tasawwur nhin ker sakte.

2 comments:

  1. bht acha likha hai hai tumney tumharey ander ka chuta bacha bol rha hai ju abhi bhi tumharey ander hai nice kep it up


    Regards
    MAnsoor Ahmed

    ReplyDelete
  2. han han aap ka ander tu budhi aatma hai na jo bolti hai huh:P:P:p thnkx btw mansoor ahmed ji:P

    ReplyDelete